Udaas main tha Saraa shaher rone laga tha

Udaas main tha
Saraa shaher rone laga tha

Mera sanam kisi aur ka hone laga

kal tak jo mere saath chala krta tha

Aaj wohi hum se nazren churane laga .

Hum ne jise umar bhar ka saathi samja tha.

Aaj wohi hume ajnabi samjne laga.

Jis ne umar bhar saath dene ka waada kiya tha.

Wo barso se chorrh kr chala gaya...

Wo jo kehta tha tere bin g nahi sako ga.

Ik wohi mere bughair zinda barson raha...

Sanam jo kehta tha tere siwa koi aur nahi chahiye.

Aaj us ko hi gharon k sahary chalty dakha..

Sanam jo kahta tha tm mari sans ki manid ho..

Lakin mara $äñm jhoot kahta tha sirf mary samny hi mara rehta tha...!!