Wo pyar ka sabut dikhaya karta tha.

Wo pyar ka sabut dikhaya karta tha.
Ansu baha kr hame manaya karta tha.
Ye zindagi srf tum se wabasta hay.
Aksar ye bat hame bataya karta tha.
Uski baton me kuch aisa asar tha,
me barish k bina hi bheeg jaya karta tha.
Sone ki fursat kise thi.
wo hame sari rat jagaya karta tha,
Bechani jab had se bhar jati thi.
wo g bhar k gale lagaya karta tha.
Wo itni muhabat karne wala badal gaya.
Jo hr bat par meri qasam khya karta tha.
%£OVE~I$~£UCKY%