Yahan pal pal jalna parta hai.
Har rang mein dhalna parta hai.
Har mor pe thokar lagti hai.
Har haal mein chalna parta hai.
Har dil ko samajhne k liye khud se larna parta hai.
Kabhi kabhi khud ko khona parta hai.
Kabhi chup chup k rona parta hai.
Kabhi neend na aaye phoolon pe, kabhi kanton pe sona parta hai.
Kabhi mar k jeena parta hai,
Kabhi jee k marna parta hai.
Kabhi to khushian loat k ayen gi.
Is aas pe jeena parta ha.ZEEBOY.